Ahadees Mubaraka Sms & Text Messages
Ahadees Mubaraka Sms in urdu and hindi
(1) Hadees-e-Qudsi
ALLAH Tala Farm
Hadees-e-Qudsi
ALLAH Tala Farmatay Hain
Main Apnay Banday K Guman
K Saath Hota Hoon
Jab Wo Mera Zikr Karta Hai
Chunancha Agar Wo Apnay Dil Maim
Mera Zikr Karta Hai
Tou Mai Bhe Apni Tanhaai Main
Us Ka Zikr Karta Hoon
Or Agar Wo Kisi Majmay Main
Mera Zikar Karta Hai
Tou Mai Us K Majmay Say
Behtar Majmay Main (Farishton Say) Us Ka Zikr Karta Hoon
(2) Noman Bin Bashir Raziallahu An
Noman Bin Bashir Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai
K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne
Sahaba Karaam (Raziallahu Anhum) Ko Khaberdaar Kertey Hoe Fermaya
Sunlo Badan Main Gosht Ka Ek Tukra Aesa Hai
Jab Woh Durust Ho To Saara Jism Durust Hota Hai
Aur Woh Bigar Jae To Sara Jism Bigar Jata Hai
Yaad Rakho Woh Tukra Insaan Ka Dil Hai
(Sahih Bukhari)
(3) Hadees-e-Nabvi (S.A.W)
Jis Nay
Hadees-e-Nabvi (S.A.W)
Jis Nay Ghussay Ko Rok Lia
ALLAH Is Say Apnay Azaab Ko Rok Leta Hai
Aur
Jo Apni Zuban Ko Qabu Main Rakhta Hai
ALLAH Us K Ayyooobo Ko Chupa Leta Hai
Sura-e-Younas (V# 21)
Send this sms to ur mobile phone via text message
(4) Al-Quran:
Jab Gharon Main Daak
Al-Quran:
Jab Gharon Main Daakhil Hoa Karo
To Apne Gher Walon Ko
Salaam Kaha Karo
Yeh Allah Ki Taraf Se Pajeezah Tohfa Hai
Isi Terha
Ayaat Tumharey Lye Khol Khol Ker Bayaan Fermata Hai
Taake Tum Samajh Se Kaam Lo
(Al-Nur , Ayat 61)
Hadees:
Abdullah Bin Umro Raziallah Anhu Se Rivayat Hai Ke
Aik Aadmi Ne
Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Se
Deryaaft Kia
Ke Islam Ki Konsi Khaslut Behtar Hai?
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya:
Tum (Mohtajon)
Ko Khana Khilao Aur Jaan Pehchan Waley
Aur Gair Jaan Pehchan Waley Her Ek (Musalman)
Ko Salaam Karo
(Sahih Bukhari)
(5) HADEES SHARIF:
Hazrat Muhammad
HADEES SHARIF:
Hazrat Muhammad (Sallallaho Alehi Wasallam) Ne Farmaya
Wo Shaks Apne Aap Pr Zulm Karta Hai Jo Pore Din Main
Ek Bar Bhi ASTAGHFAAR Nahi Karta
Send this sms to ur mobile phone via text message
(6) Hadees-E-Qudsi:
Aye Ibn-E-Adam
Hadees-E-Qudsi:
Aye Ibn-E-Adam
Tu Meray Thoray Diye Say Raazi Ho Ja
Qayamat K Din Mai
Teray Thoray Kiye Sy Raazi Ho Jaun GaHadees-E-Qudsi SMS Message
Send this sms to ur mobile phone via text message
(7) Hadees-E-Qudsi:
Aye Ibn-E-Adam
Hadees-E-Qudsi:
Aye Ibn-E-Adam
Tu Meray Thoray Diye Say Raazi Ho Ja
Qayamat K Din Mai
Teray Thoray Kiye Sy Raazi Ho Jaun GaHadees-E-Qudsi SMS Message
Send this sms to ur mobile phone via text message
(8) Abdullah Bin Umar Raziallahu A
Abdullah Bin Umar Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai
K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya
Gaib Ki Kunjian 5 Hain
Jinhain Allah Ke Ilaawa Koi Nahi Janta
1. Koi Nahi Jaanta Ke Kal Kia Hoga
2. Koi Nahi Jaanta Ke Maa Ke Pait Main Kia Hai
3. Koi Nahi Jaanta Ke Kal Woh Kia Kamaega
4. Koi Nahi Jaanta Ke Iski Maut Kahan Waaqey Hogi
5. Koi Nahi Jaanta Ke Baarish Kab Hogi
(Sahih Bukhari)
(9) Hadees-E-Qudsi:
Aye Ibn-E-Adam
Hadees-E-Qudsi:
Aye Ibn-E-Adam
Tu Meray Thoray Diye Say Raazi Ho Ja
Qayamat K Din Mai
Teray Thoray Kiye Sy Raazi Ho Jaun GaHadees-E-Qudsi SMS Message
Send this sms to ur mobile phone via text message
(10) FARMAN-E-RASOOL
Orton Ki 1 Jam
FARMAN-E-RASOOL
Orton Ki 1 Jamat Ko Farmaia
"Ay Orto Jab Aazan Ki Awaz Sono
To Jis Terah Moazzan Kyhta Hy Tom Bhi Kaho
Is Liye Ky Allah Tala Tomhary Her Kalmy Ky Badly
1 LAKH Nykia Likhy Ga
1 HZAR Darjy Boland Kary Ga
1 HZAR Gona Maf Kray Ga
Orton Ny Arez Ki:
Yarasol-Al-Lah Ye To Orton Ky Liye Hy
Mardon Ky Liy Kia Hy?
Frmaia:
Mardon Ky Liy Dogna Swab Hy
Azan Mai 15 Kalmy Hain
5 AZANON Main
7700000 Nykia
77000 Darjy Or
77000 Gona Maf Hon Gay
Go To Page >> [1] [2] [3] [4] [5] [6] [7] [8] [9] [10] [11] [12] ....[Last]
Post to Forum :
[URL=http://www.evergreensms.com/urdu_sms/106/Ahadees-Mubaraka-Sms/1.html]Ahadees Mubaraka Sms & Text Messages[/URL]
Post to Website - just copy paste following code :
<a href=http://www.evergreensms.com/urdu_sms/106/Ahadees-Mubaraka-Sms/1.html>Ahadees Mubaraka SMS & Text Messages</a>
Important Searches:
- Ahadees Mubaraka sms in urdu
- Best Ahadees Mubaraka Sms Collection
- Latest Ahadees Mubaraka sms
- Pakistani Ahadees Mubaraka sms in urdu
- Real Ahadees Mubaraka sms in urdu
- Urdu Ahadees Mubaraka sms for you
- Unique Ahadees Mubaraka sms in urdu
- sending Ahadees Mubaraka sms to pakistan


